Tik tok video download kaise kare

Tik tok video download kaise kare

Tik tok video download kaise kare- namaskar dosto me aj apko tik tok video download kaise karte hai ke bare me ye article likh rha hu aur mujhse bhaut bar pucha jata hai tiktok video download without watermark kaise kare. Jab bhi aap log tik tok video download karte hai to watermark a jata hai jo video par accha nhi lagta hai.

Tik tok video download kaise kare
Tik tok video download kaise kare

Jesa ki sabhi ko pata hi pta hi hoga jbse musical.ly ka name badal kar tik tok hua hai tabhi se isne apne rules ko kafi badal diya hai aur ye bhaut hi jayada update ho gaya hai. 

Aaj mene yhi sab ke bare me discuss karne ke lea ye article likha hai. Me is article dwara apko tik tok video download kaise kare wo bhi without watermark ke bare me bataunga to chalea suru karte hai.

Tik tok video download kaise kare.

Jesa ki mene aapko uper hi bata diya tha ki me apko tik tok video download karna bataunga jisme me apko do method bataunga jis se aap tik tok video watermark and without watermark Download kar sakte hai to chalea suru karte hai.

Tik tok video download kaise kare 

Tik tok video ko watermark ke sath download karne ke lea niche ke sabhi steps ko follow kare.

Step-1

Sbse phele apko apna tik tok account open karna hai aur aap jis video ko download karna chahate hai ya fir jo video apko pasand ati hai use choose kar le.

Step-2

Ab apko us video par middle me fingure ko tuch kare rakhna hai. Aur aapko wha par save video ka ek button dikhai dega.

Step-3

Apko us save button par click karna hai aur ye thodi dare me hi apki video ko Download kar dega. 

Par is se apki video par watermark a jayega par ghabare wali baat nhi hai me apko without watermark video download karna bataunga.

Tik tok video download kaise kare without watermark

Sbse phele apko videodar apk download karna hai. Aur apne android phone me use install kar lena hai.

Videodar app download hone ke bad apko tik tok open karna hai. Aur jis video ko download karna hai uska url ko copy karna hai. Uske lea apko video ke side me 3 doot par click karna hai aur wha copy link karna hai.

Ab apko videodar app kholna hai wha par apko us link ko paste kar dena hai aur Download video par click karna hai.

Ab apke samne video quality choose karne ke option ayega aap apne anusar video ko Download karna hai wo quality choose kare. 

Last words

To dosto is tarah se aap badi hi aasani se tik tok video ko download kar sakte hai. Agar apko tik tok video download karne me koi bhi dikkat hoti hai. To aap comments section me mujhse puch sakte hai.

Aur agar apko hamara ye article pasand aya hai to ghanti ka button ko jaroor dabaye.